Besmehi ta’ala 1.khuda ki l’anat:- H.RASULE KHUDA s.a.w. : aga...
Besmehi ta’ala
1.khuda ki l’anat:- H.RASULE KHUDA s.a.w. : agar koy shohar avr zawja ke bich juday dale to uoos par duniya avr aakherat me khuda ki l’anat hay, (MUSTADRAK vo.14 p.27)
2.Nabi s.a.w.: tum me se nek insane voh hay jo dusro ko khana khilaye, salam buland avaz se kahe, avr jab sab so rahe ho to namaz (namaze shab) padhe, (al-kafi vo.4p.50)
3.FAQIRI:- NABI S.: Jo logo ke samne faqiri ka izhar kare Voh faqir ho jayega,(Tohful Oqul p.35)
4.h.rasule khuda s.a.w.: fatema mera tukda hay, jis ne uoosko aziyyat di uoos ne mujh ko aziyyat pohchayi, (nesayi, sonanul kubra no.8370)
5.h.rasule khuda s.a.w. :insan ke iman ka afzal tarin darja yeh hay ke voh yeh samje ke jahan kahi bhi voh hay khuda uoos ke sath hay, (tafseere namuna urdu vo.23 p.228)
6.Nabi s.a.w.: bimar ki ayadat ke liye jane vala shakhs jannat ki rah me chalta hay jab tak ke vapas na aa jaye ( nahjul fasahat 2/48)
7.Nabi s.a.w. : jab juma’a ka din nikalta hay to parinde parinde ko, jangli jangli janvaro ko,darinde darinde ko awaz dete hay avr kahete hay ke tum par salam ho ke aaj ka din nek hay, (mustadrakul wasayel vo.6 p. 65)
8.H.RASULE KHUDA S.A.W.: aale mohammad a.s. ke sath 1 din ki mohabbat 1 sal ki ibadat se afzal hay,jo koy bhi aale mohammad a.s. ki mohabbat par dunya se rukhsat huva voh jannat may dakhil hoga, (kashful ghumma vo.1 p.137)
9.h.rasule khuda s.a.w. : aagah ho javo ! jo koy ALI a.s. ko dost rakhta ho , awr uoon ki mohabbat liye huve dunya se jaye to farishte uoos ke sath musafeha karte hay, jab ke khuda ke anbiya uoos ki ziarat karte hay, (masharequl anwar 61)
10.h.rasule khuda s.a.w.: behtrin nikah voh hay jo zyada aasan awr sadah ho,(kharach vala n ho)(hadiqa e shia hadis no.674)
11.Nabi s.a. : har insan ka dost uoos ki aql hay awr dushman uoos ka jehl,(masnade imame reza a.s. vol. 1 p.3)
12.NABI S.A.W.: jab mahe shawwal ki 1st tarikh aati hay to munadi neda deta hay ay momino apne inam ke liye subho jaldi se (namaze eid ke liye) javo, ay jabir ye inam badshaho ke inam ki tarh nahi hota, 1st shawwal inam milne ka din hay, (manlayahzarahul faqih h.no.1478)
13.h.rasule khuda s.a.w.: ay abuzar ! 2 rakat huzure qalb awr tawajjoh b khuda ke sath padhna, puri rat bagayr tavajjoh ke padhne se behtar hay, (wasayelush shia vo.4 p.74)
14.Nabi s.a.w.: musalman ko har roz sadka dena chahiye,
Ashab : ay khuda ke rasul har roz sadke ki kon takat rakhta hay,
Nabi s.a.w.: sadka se murad faqat mal dena hi nahi hay,
<‘logo ke raste se taklif dur karna bhi sadka hay’
<‘jahil aadmi ko rasta dikhana bhi sadka hay’
<‘bimar ki ayadat karna bhi sadka hay ’
<‘amrbil ma’aruf karna bhi sadka hay’
<‘nahi anil monkar karna bhi sadka hay’
<‘salam ka jawab dena bhi sadka hay’
(BIHARUL ANWAR VO.72 P.50)
15.h.rasule khuda s.a.w.: shaytan voh pahela shakhs hay jis ne gana gaya, (wasayelush shia vo.12 p.225)
16.h.rasule khuda s.a.w. : mazdur ki km uoojrat dena gunahane kabira hay, (mizanul hikmah p.38)
17.h.rasule khuda s.a.w. : chote gunah ki taraf nazar n kar balke ye dekh ke kiski na farmani kar raha hay, (majmua e waram vo.2 p.53)
18.h.rasule khuda s.a.w. : munafiq ki 3 alamat hay, (1) jhuth bole (2) va’ada pura n kare (3) amanat me khayanat, (sahih muslim kitab iman h.89)
19.NABI s.a.w.: Har Ek ko maal se razi nahi kiya jasakta, Lekin achche akhlaq se razi kiya ja sakta hay, (seerate nabvi p.266 mutahhari )
20.Nabi s.a.w.: 3 aadmi ko jannat me ghar,
1, jhaghda & fasad ko trk kare chahe haq uoos ke sath ho.
2, jhuth n bole, chahe mazaq me hi kyu n ho,
3, jo koy apne akhlaq ko behtar banaye, (al khesal vo.1 p.162)
21.NABI s.a.w.: agar koy YAHUDI, ISAI, MAJUSI, MUSALMAN, ya koy bhi awrat se ZINA kare to khuda uoos ki qabr me jahannam ke 3,00,000 darvaze khol deta hay, uoos me se jahannmi sanp (snake)awr bichchu (scorpion) nikal ke taklif dete hay, ( biharul anwar v.73 p. 361)
22.Nabi s.a.w. : May awr Ali is uoommat ke bap hay jis ne hamko pahchan liya uoos ne khuda ko pahchana, awr jis ne hamara inkar kiya uoos ne khuda ka inkar kiya, (biharul anwar v.26 p.342)
23.H.Rasule khuda s.a.w.: agar koy khuda se uoos halat me mulakat kare ke uoos ke dil me ALI ibne ABITALIB a.s. ki dushmani ho to vo khuda se yahudi hone ki halat me mulakat ki hay, (biharul anwar v.39 p.261)
24.H.RASULE KHUDA s.a.w.: agar tamam baghat (gardens) ke qalam banaye jaye, awr tamam samandar roshnay banayi jaye, awr tamam jinnat hisab karne vali ho, awr tamam insan likhne wale ho tab bhi fazayele ALI ibne ABITALIB a.s. ka shumar nahi kar sakte . (biharul anwar v.38 p.197)
25.H.RASULE KHUDA s.a.w. : afsos hay uoos shakhs ke liye jo juma’a ke din deeni kam sikhne ke liye apne ko har kam se faarigh (time nahi nikalta) nahi karta ,take deeni masayel logo se puche, awr aakherat ko durust kr le, (uoosule kafi v.1 p.41)
26.h.rasule khuda s.a.w.: ILM khazana hay awr uoos ki CHABI soval hay, khuda tum par rahemat nazil kare ke soval karo kyunke iss me 4 aadmi ko sawab milta hay, 1 sowal karne vale ko,2 jawab dene vale ko, 3 sunne vale ko, 4 awr jo uoos se mohabbat karte hay, (tohful oqul hikmat 39)
27.H.RASULE KHUDA s.a.w.: agr koy subh kare awr musmano ke kamo ke bare me fikr n kare voh musalman nahi hay, (uoosule kafi )
28.h.rasule khuda s.a.w.: jo momin shakhsh mere farzand husain a.s. ki mazlumi par roye, ya zikr kare awr mawla ki musibat par roye, ya majlise azaye imam husain a.s. me baythe, ya azadaro awr ahle majlis ki khidmat kare, goya uoos ne arshe khuda par ali ibne abi talib a.s. ke sath 40 martaba meri ziarat ki. (bohurul ghummah p.278)
29.NABI s.a.w.: 40 aadmi mil kr kisi ke liye DUA nahi karte magr yeh ke khuda uoon ki DUA Kabul karta hay, yaha tak ke a g a r y e h l o g k i s i p a h a d k e b a r e m e D U A k a r e t o v o h b h i a p n i j a g a h s e h a t j a y e g a , m u s t a d r a k u l w a s a y e l v o . 5 p . 2 3 9 )